Jab Bhi Dil Koi Bhi Umeed Dekhe | Sad Ghazal Shayari

Ghazal Shayari -104

Sad Ghazal Shayari by Guest: Neel Trivedi


Jab Bhi Dil Koi Bhi Umeed Dekhe...


Jab-Bhi-Dil-Koi-Bhi-Umeed-Dekhe-Sad-Ghazal-Shayari
Author:
Guest-author-pic
"Many Thanks for your Shayari Submission."
Visitor, you can also Submit Your Own Shayari Here.


Jab Bhi Dil Koi Bhi Umeed Dekhe,
Laakh *Saleebon Ki Woh Bheed Dekhe,

Koi To Ho Jo Mere Dil Ko Samjhe,
Aaine Me Bhi Na *Fehmeed Dekhe,

Aaj Phir Pyar Ka Izhaar Suna,
Aise Kitne Kayi Shaheed Dekhe,

Saamna Kya Karenge Shole Ka Hum,
Sholon Me Dil Ka Hi *Mureed Dekhe,

Jhooth Hi, Ek Hansee Aur De do,
Ik Sadi Aur Dil *Taaeed Dekhe,

Banti Hai Umeeden Toot Jaati Hain,
Yun Na Ho Aisi Bhi Umeed Dekhe...


Word Meanings -

Saleebon = Crosses
Fehmeed = Familiar or Recognition
Mureed = Fan or Admirer
Taaeed = Encouragement


Must Read:- Main Chhupaata Hun Aankhen Sab Bata Deti Hain | Shayari Ghazal





शायरी ग़ज़ल -104

सेड ग़ज़ल शायरी द्वारा: नील त्रिवेदी


जब भी दिल कोई भी उम्मीद देखे...


जब भी दिल कोई भी उम्मीद देखे,
लाख *सलीबों की वह भीड़ देखे,

कोई तो हो जो मेरे दिल को समझे,
आईने में भी न *फेहमीद देखे,

आज फिर प्यार का इज़हार सुना,
ऐसे कितने कई शहीद देखे,

सामने क्या करेंगे शोले का हम,
शोलों में दिल का ही *मुरीद देखे,

झूठ ही, एक हंसी और दे दो,
इक सदी, और दिल *ताईद देखे,

बनती है उम्मीदें टूट जाती हैं,
यूँ न हो ऐसी भी उम्मीद देखे...


शब्दार्थ-

सलीबों = सूली
फेहमीद = परिचित
मुरीद = प्रशंसक
ताईद = प्रोत्साहन


No comments:

Post a Comment

Copyright: @jaykc86. Powered by Blogger.