Sheikh Yeh Kehte Hain | Simple Ghazal Shayari

Ghazal Shayari -99

Simple Ghazal Shayari by Guest: Neel Trivedi


Sheikh Yeh Kehte Hain...


Sheikh-Yeh-Kehte-Hain-Simple-Ghazal-Shayari
Author:
Guest-author-pic
"Many Thanks for your Shayari Submission."
Visitor, you can also Submit Your Own Shayari Here.


Sheikh Yeh Kehte Hain *Ufuq Ke Paar Hi Muskaan Hai,
Woh Nahin Jaante Hain Kab se Ufuq Hi Bejaan Hai,

*Falsafe Kitne Padhe Bhi Hain Aur Sune Bhi Humne,
Baatne Waale Chal Base Bas *Tehreer Jawaan Hai,

Dil Me Kitni Umeeden Thi Aur Dil Me Hi Dab Gayi,
Bas Janaaza Na Mila Dil Aisa Hi Qabristaan Hai,

Yun Na Hota To Kya Hota Ab Yeh Kaun Gaur Kare,
Yahi Ek Sach Hai Ke Paida Hi Hona *Zindaan Hai...


Word Meanings -

Ufaq = Horizon
Falsafe = Philosophies
Tehreer = Writing or Description
Zindaan = Cage or Prison



Must Read:- Zikr Hua Mohabbat ka Labon pe Tera Naam Aa | Ghazal Shayari





शायरी ग़ज़ल -99

सिंपल ग़ज़ल शायरी द्वारा: नील त्रिवेदी


शेख यह कहते हैं...


शेख यह कहते हैं *उफ़ुक़ के पार ही मुस्कान है,
वह नहीं जानते हैं कब से उफ़ुक़ ही बेजान है,

*फलसफे कितने पढ़े भी हैं और सुने भी हमने,
बताने वाले चल बसे बस *तहरीर जवान है,

दिल में कितनी उम्मीदें थी और दिल में ही दब गयी,
बस जनाज़ा न मिला दिल ऐसा ही कब्रिस्तान है,

यूँ न होता तो क्या होता अब यह कौन गौर करे,
यही एक सच है के पैदा ही होना *ज़िन्दान है...


शब्दार्थ-

उफ़ुक़ = क्षितिज
फलसफे = धारणा, तर्क, दलील
तहरीर = लेखन या विवरण
ज़िन्दान = पिंजरा या जेल


Another Shayari by the Same Author:

Chaand Ke Purze Kuch Zameen Pe Hain | Love Ghazal Shayari

No comments:

Post a Comment

Copyright: @jaykc86. Powered by Blogger.