Ghazal Shayari -60
Sad Ghazal Shayari by Guest: Mohammad ShabazFurqat Ho Gayi Phir Bhi Teri Intazaari Hai...
Author:
"Many Thanks for your Shayari Submission."
Visitor, you can also Submit Your Own Shayari Here.
Visitor, you can also Submit Your Own Shayari Here.
Furqat Ho Gayi Phir Bhi Teri Intazaari Hai,
Shab-E-Hijra Shahid Rehna Uski Yaad Aari Hai.
Main Itna Naabinaa Ho Gaya Junoon-E-Ishq Me,
Ki Us Bewafa Ke Liye Meri Ab Tak Paasdari Hai.
Kash Yeh Dil Nahi Hota Mohabbat Nahi Hoti,
Issi Dil Se Hui Tabaah Duniya Saari Hai.
Shayari Sukhan Hai Sukhanvaron Ke Liye,
Be-Rabt Dil Wale Samjhe Ispar Hamari Haqdari Hai.
Chalo SHABAZ Yahan Se Kahin Door Quooch Kar Jayen,
Zindagi Ki Jo Padi Lambi Sawari Hai...
Must Read:- Tootta Hai Dil To Aawaj Nahin Hoti | Ghazal Shayari
लम्बी शायरी ग़ज़ल -60
सेड ग़ज़ल शायरी द्वारा: मोहम्मद शाबाजफुरकत हो गयी फिर भी तेरी इंतजारी है...
फुरकत हो गयी फिर भी तेरी इंतजारी है,
शब्-ऐ-हिजरा शाहिद रहना उसकी याद आ री है...
मैं इतना नाबीना हो गया जूनून-ऐ-इश्क़ में,
की उस बेवफा के लिए मेरी अब तक पासदारी है...
काश यह दिल नही होता मोहब्बत नहीं होती,
इसी दिल से हुई तबाह दुनिया सारी है...
शायरी सुखन है सुख़नवरों के लिए,
बे-रब्त दिल वाले समजे इसपर हमारी हक़दारी है...
चलो शबाज़ यहाँ से कहीं दूर कूच कर जाएँ,
ज़िन्दगी की जो पड़ी लंबी सवारी है...
No comments:
Post a Comment