Zindagi To Hum Pehle Jeete The - Simple Shayari Ghazal

Ghazal Shayari -55

Simple Ghazal Shayari by Guest: Ajnabisathi


Zindagi To Hum Pehle Jeete The Ab To Bas...


Simple-Shayari-Zindagi-To-Hum-Pehle-Jeete-The-Ab-To-Bas

Author:
Author
Ajnabisathi
"Many Thanks for your Shayari Submission."
Visitor, you can also Submit Your Own Shayari Here.


Pehle Fursat Hi Fursat Hoti Thi,
Ab Ek Pal Ka Chain Nahi..

Pehle Ghanto Hansi Majak Karte The,
Ab Baat Karne Ka Bhi Waqt Nahi..

Pehle Jhooth Tak Bolna Nahi Aata Tha,
Ab Jhootha Naqab Pehne Ghumte Hain..

Pehle Thoda Lagne Par Bhi Rote The,
Ab Bade Se Bada Dard Has Kar Seh Lete Hain..

Pehle Paraye Bhi Apne Lagte The,
Ab To Apne Hi Paraye Ho Gaye..

Zindagi To Hum Pehle Jeete The,
Ab To Bas Maut Ka Intezaar Karte Hain...



Must Read:- Tanhaai Se Nahi Main Nazdikiyon Se Darta Hoon | Sad Shayari






लम्बी शायरी ग़ज़ल -55

सिंपल ग़ज़ल शायरी द्वारा: अजनबीसाथी


ज़िन्दगी तो हम पहले जीते थे अब तो बस...


पहले फुर्सत ही फुर्सत होती थी,
अब एक पल का चैन नहीं..

पहले घंटो हंसी मजाक करते थे,
अब बात करने का भी वक़्त नहीं..

पहले झूठ तक बोलना नहीं आता था,
अब झूठा नकाब पहने घूमते हैं..

पहले थोड़ा लगने पर भी रोते थे,
अब बड़े से बड़ा दर्द हंस कर सह लेते हैं..

पहले पराये भी अपने लगते थे,
अब तो अपने ही पराये हो गए..

ज़िन्दगी तो हम पहले जीते थे,
अब तो बस मौत का इंतज़ार करते हैं...


No comments:

Post a Comment

Copyright: @jaykc86. Powered by Blogger.