Ghazal Shayari -56
Love Ghazal Shayari by Guest: Shweta BishtAaj Tumse Juda Hone Ka Gam Aur Hai Tumhe Khoo Dene Ka Gam Aur Hai...
Author:
"Many Thanks for your Shayari Submission."
Visitor, you can also Submit Your Own Shayari Here.
Visitor, you can also Submit Your Own Shayari Here.
Pyar Ke Rangon Ko Koi Choo Ke To Dekhe,
Har Rang Ka Nasha Aur Hai,
Har Rang Ka Maza Aur Hai...
Mulaayam Khyaalon Ki Tarah Hi To,
Aaj Zehan Ka Libaas Aur Hai,
Aaj Tabiyat Ka Libaas Aur Hai...
Jhoomata Sa Saavan Bhi Apne Zor Par,
Aaj In Bahaaron Ka Chalan Aur Hai,
Aaj In Phuhaaron Ka Chalan Aur Hai...
Mil Ke Bichhad Jaana Ek Sach Hai,
Aaj Tumse Juda Hone Ka Gam Aur Hai,
Aaj Tumhe Khoo Dene Ka Gam Aur Hai...
Aksar Tanhaiyan Pukarti Hain Ab,
Aaj Tumhare Zikr Ka Suroor Aur Hai,
Aaj Tumhare Wajood Ka Suroor Aur Hai...
Must Read Shayari:- Wo Khuda Ka Naam Lete Hai Hume Darane Ko | Sad Shayari
लम्बी शायरी ग़ज़ल -56
लव ग़ज़ल शायरी द्वारा: श्वेता बिष्टआज तुमसे जुदा होने का गम और है तुम्हें खो देने का गम और है...
प्यार के रंगों को कोई छू के तो देखे,
हर रंग का नशा और है,
हर रंग का मज़ा और है...
मुलायम ख्यालों की तरह ही तो,
आज ज़ेहन का लिबास और है,
आज तबियत का लिबास और है...
झूमता सा सावन भी अपने ज़ोर पर,
आज इन बहारों का चलन और है,
आज इन फुहारों का चलन और है...
मिल के बिछड़ जाना एक सच है,
आज तुमसे जुदा होने का ग़म और है,
आज तुम्हे खो देने का ग़म और है...
अक्सर तन्हाईआं पुकारती हैं अब,
आज तुम्हारे ज़िक्र का सुरूर और है,
आज तुम्हारे वजूद का सुरूर और है...
You Might Also Like This Shayari Ghazal:
Mohabbat Krna Uski Aadat Me Shumaar Lagta Hai - Ghazal Shayari
Mohabbat Krna Uski Aadat Me Shumaar Lagta Hai - Ghazal Shayari
No comments:
Post a Comment