Sad Shayari Images -5
Guest Shayari By: Shilpi
Jab Tak Tu Samjha Mujhe Tab Tak Main Haar Gayi...
Author:
Shilpi on Facebook
"Many Thanks for your Shayari Submission."
You can also Submit Your Own Shayari Here.
You can also Submit Your Own Shayari Here.
सेड शायरी पिक्चर्स के साथ -5
गेस्ट शायरी द्वारा: शिल्पीजब तक तू समझा मुझे, तब तक मैं हार गई...
Jab Tak Tu Samjha Mujhe, Tab Tak Main Haar Gayi,
Itni Bebasi Thi Ki Teri Judaai Maar Gayi,
Intezaar To In Nigaaho Ne Tere Aane Ka Kiya Bahut,
Par Is Intezaar Me Zindagi Ye Jung Haar Gayi.
जब तक तू समझा मुझे, तब तक मैं हार गई,
इतनी बेबसी थी कि तेरी जुदाई मार गई,
इंतज़ार तो इन निगाहो ने तेरे आने का किया बहुत,
पर इस इंतज़ार में ज़िन्दगी ये जंग हार गयी।
Vaada Kiya Tha Ki Na Bhoologe Mar Kar Bhi Mujhko,
Par Tum To Ek Pal Me Kisi Aur Ke Ho Gaye,
Ye Ishq Tha Tumhara Ya Bewafai Ka Manjar Tha,
Jo Boye The Humne Phool Vo Kanton Me Gum Ho Gaye.
जरूर पढ़ें:- Subah Tujh Se Hogi Meri Shaam Tujh Se | Love 💗 Shayari Images
वादा किया था कि ना भूलोगे मर कर भी मुझको,
पर तुम तो एक पल में किसी और के हो गए,
ये इश्क़ था तुम्हारा या बेवफाई का मंजर था,
के जो बोए थे फूल हमने वो काँटों में गुम हो गए।
Vo Roothte The To Manaya Bahut,
Apne Hone Ka Ehsaas Keraya Bahut,
Par Unhe Na Jaane Kyu Hum Per Yaaqeen Na Hua,
Phir Bhi Hum Ne Roker Unhe Hansaya Bahut.
वो रूठते थे तो मनाया बहुत,
अपने होने का एहसास कराया बहुत,
पर उन्हें न जाने क्यों हम पर यक़ीन न हुआ,
फिर भी हम ने रोकर उन्हें हँसाया बहुत।
Khamosh The Hum Ashq Behtey Gaye,
Kehne Ko To Bahut Tha Par Sab Sehtey Gaye,
Unhone To Ye Muqaddar Smajh Liya Mera,
Ki Vo Door Kartey Gaye Aur Hum Door Rehtey Gaye.
खामोश थे हम अश्क बहते गए,
कहने को तो बहुत था पर सब सहते गए,
उन्होंने तो ये मुकद्दर समझ लिया मेरा,
की वो दूर करते गए और हम दूर रहते गए।
Dard Chhupta Nahi Chhupane Se Kabhi,
Ye Ankhen Bayan Kerti Hai Ye Haal E Dil,
Door Jaane Se Taqleef Nahi Hoti Hai Tere,
Bus Ek Baar To Kabhi Mujhse Aake Mil.
दर्द छुपता नही छुपाने से कभी,
ये आंखें बयां करती है ये हाल ए दिल,
दूर जाने से तकलीफ़ नहीं होती है तेरे,
बस एक बार तो कभी मुझसे आके मिल।
Recomended Shayari:
Is Duniya Ka Yeh Bhi Ek Usool Hai | Guest Shayari Images-6
No comments:
Post a Comment