Ghazal Shayari -11
Sad Ghazal Shayari by: SHAAZKya Tum Isi Ko Mohabbat Kehte The...
Tum Hamaare Kabhi Hum Tumhaare Dil Me Rehte The,
Zabaan Se Nahin Aankhon Se Har Baat Kehte The,
Kyun Aaj Phir Ye Doar Aaya Hai,
Kahan Gaya Wo Waqt Jab Hum Har Dard Mil Ke Sehte The,
Kya Tum Isi Ko Mohabbat Kehte The...
Ik Dooje Ke Intezaar Me Pehron Khade Rehte The,
Sawaal Kam Jawaab Zayada Dil Me Rehte The,
Jawaab Aaj Kisi Sawaal Ka Nahin,
E-Sanam Itne Uljhe Hum Bhi Kahan Rehte The,
Kya Tum Isiko Mohabbat Kehte The...
Baat Jaan Dene Ki Har Baar Karte Rehte The,
Jazbaaton Ki Lay Me Hum To Aksar Hi Bahte The,
Khayalaat Bhi Ek Se Nahin Aab,
Ajnabi To Anjaan Ko Bhi Kab Hum Kehte The,
Kya Tum Isi Ko Mohabbat Kehte The...
Judaai Me Katra-Katra Kar Ashq Aankhon Se Behte The,
Tum Jagte The Raato Ko Idhar Hum Bhi Judaai Jane Kaise Sehte The,
Dono Dilon Me Chahat Bas Ek Hi Thi,
Sher To Sahi Kab Ghajalen Bhala Itni Gehraai Se Hum Kehte The,
Kya Tum Isi Ko Mohabbat Kehte The...
Kehne Se Bhala Kab Kuch Hota Hai,
E-Shaaz Tu Sahi Hai Jo Chup-Chaap Rota Hai,
Mohabbat Ko Khuda Tum Kehte The,
Kya Jaane Kis Duniya Me Tum Rehte The,
Jo Isko Mohabbat Tum Kehte The...
You Might Also Like:
Tootta Hai Dil To Aawaj Nahin Hoti | Ghazal Shayari

लम्बी शायरी ग़ज़ल -11
सेड ग़ज़ल शायरी द्वारा: शाज़क्या तुम इसी को मोहब्बत कहते थे...
तुम हमारे कभी हम तुम्हारे दिल में रहते थे,
ज़बान से नहीं आँखों से हर बात कहते थे,
क्यों आज फिर ये दौर आया है,
कहाँ गया वो वक़्त जब हम हर दर्द मिल के सहते थे।
क्या तुम इसी को मोहब्बत कहते थे.......
इक दूजे के इंतज़ार में पहरों खड़े रहते थे,
सवाल कम जवाब ज़्यादा दिल में रहते थे,
जवाब आज किसी सवाल का नहीं,
ऐ-सनम इतने उलझे हम भी कहाँ रहते थे।
क्या तुम इसी को मोहब्बत कहते थे.......
बात जान देने की हर बार करते रहते थे,
जज़्बातों की लय में हम तो अक्सर ही बहते थे,
ख़यालात भी एक से नहीं अब,
अजनबी तो अनजान को भी कब हम कहते थे।
क्या तुम इसी को मोहब्बत कहते थे.......
जुदाई में कतरा-कतरा कर अश्क आँखों से बहते थे,
तुम जागते थे रातो को इधर हम भी जुदाई जाने कैसे सहते थे,
दोनों दिलों में चाहत बस एक ही थी,
शेर तो सही कब ग़ज़लें भला इतनी गहराई से हम कहते थे।
क्या तुम इसी को मोहब्बत कहते थे.......
कहने से भला कब कुछ होता है,
ऐ-शाज़ तू सही है जो चुप-चाप रोता है,
महोब्बत को खुदा तुम कहते थे,
क्या जाने किस दुनिया में तुम रहते थे,
जो इसको मोहब्बत तुम कहते थे.......
जरूर पढ़ें:
उन्होंने प्यार तो किया पर निभाना भूल गए - ग़ज़ल शायरी
No comments:
Post a Comment