Mirza Ghalib Love Shayari -1
Romantic 4 Liners Classical Hindi Love Shayari...
मिर्ज़ा ग़ालिब रोमांटिक लव शायरी -1
Mast Nazron Se Dekh Lena Tha,
Agar Tamanna Thi Aazmane Ki,
Hum To Behust Yun Hi Ho Jaate,
Kya Zaroorat Thi Muskurane Ki.
मस्त नज़रों से देख लेना था,
अगर तमन्ना थी आज़माने की,
हम तो बे-हुस्त यों ही हो जाते,
क्या ज़रुरत थी मुस्कुराने की।
Baat Karni Mujhe Mushkil Kabhi Aisi To Na Thi,
Jaisi Ab Hai Teri Mehfil Kabhi Aisi To Na Thi,
Le Gaya Cheen Ke Kaun Aaj Tera Sabr-O-Qarar,
Be-Qaraari Tujhe E-Dil Kabhi Aisi To Na Thi.
बात करनी मुझे मुश्किल कभी ऐसी तो न थी,
जैसी अब है तेरी महफ़िल कभी ऐसी तो न थी,
ले गया छीन के कौन आज तेरा सब्र-ओ-क़रार,
बे-क़रारी तुझे ऐ-दिल कभी ऐसी तो न थी।
You Might Also Like:
Mat Pooch Ke Meri Zindagi Mein Teri Jagah Kya Hai
Chehre Pe Haseen Chaa Jaati Hai,
Aankhon Me Suroor Aa Jaata Hai,
Jab Tum Mujhe Apna Kahte Ho,
Apne Pe Ghuroor Aa Jata Hai.
चेहरे पे हसीं छा जाती है,
आँखों मैं सुरूर आ जाता है,
जब तुम मुझे अपना कहते हो,
अपने पे ग़ुरूर आ जाता है।
Dekha Jidhar Yeh Payaa, Aalam Hijaab Ka,
Jaali Ko Naam De Diya, Humne Naqaaab Ka,
Dukh Ki Tabash Hai, Dharkanain Tanhaiyan Bhi Hain,
Yeh Zindagi Hai Jaise, Din Ho Hisaab Ka.
देखा जिधर यह पाया, आलम हिजाब का,
जाली को नाम दे दिया, हमने नक़ाब का,
दुःख की तबश है, धड़कनें तनहाइयाँ भी हैं,
यह ज़िन्दगी है जैसे, दिन हो हिसाब का।
Khudaa Jab Husn Deta Hai,
Nazaakat Aa Hi Jaati Hai,
Kadam Chun-Chun Kar Rakhti Ho,
Kamar Balkha Hi Jaati Hai.
खुदा जब हुस्न देता है,
नज़ाकत आ ही जाती है,
कदम चुन-चुन कर रखती हो,
कमर बल खा ही जाती है।
Recommended:
4 Liner Hindi Love Shayari Poetry | Mirza Ghalib Shayari
Wo tera Muskuraana....
Mast Nazron Se Dekh Lena Tha,
Agar Tamanna Thi Aazmane Ki,
Hum To Behust Yun Hi Ho Jaate,
Kya Zaroorat Thi Muskurane Ki.
मस्त नज़रों से देख लेना था,
अगर तमन्ना थी आज़माने की,
हम तो बे-हुस्त यों ही हो जाते,
क्या ज़रुरत थी मुस्कुराने की।
Aisi To Na Thi....
Baat Karni Mujhe Mushkil Kabhi Aisi To Na Thi,
Jaisi Ab Hai Teri Mehfil Kabhi Aisi To Na Thi,
Le Gaya Cheen Ke Kaun Aaj Tera Sabr-O-Qarar,
Be-Qaraari Tujhe E-Dil Kabhi Aisi To Na Thi.
बात करनी मुझे मुश्किल कभी ऐसी तो न थी,
जैसी अब है तेरी महफ़िल कभी ऐसी तो न थी,
ले गया छीन के कौन आज तेरा सब्र-ओ-क़रार,
बे-क़रारी तुझे ऐ-दिल कभी ऐसी तो न थी।
You Might Also Like:
Mat Pooch Ke Meri Zindagi Mein Teri Jagah Kya Hai
Gharoor-Ae-Ishq.....
Chehre Pe Haseen Chaa Jaati Hai,
Aankhon Me Suroor Aa Jaata Hai,
Jab Tum Mujhe Apna Kahte Ho,
Apne Pe Ghuroor Aa Jata Hai.
चेहरे पे हसीं छा जाती है,
आँखों मैं सुरूर आ जाता है,
जब तुम मुझे अपना कहते हो,
अपने पे ग़ुरूर आ जाता है।
Har Din Hai HISAAB Ka.....
Dekha Jidhar Yeh Payaa, Aalam Hijaab Ka,
Jaali Ko Naam De Diya, Humne Naqaaab Ka,
Dukh Ki Tabash Hai, Dharkanain Tanhaiyan Bhi Hain,
Yeh Zindagi Hai Jaise, Din Ho Hisaab Ka.
देखा जिधर यह पाया, आलम हिजाब का,
जाली को नाम दे दिया, हमने नक़ाब का,
दुःख की तबश है, धड़कनें तनहाइयाँ भी हैं,
यह ज़िन्दगी है जैसे, दिन हो हिसाब का।
Nazaakat.....
Khudaa Jab Husn Deta Hai,
Nazaakat Aa Hi Jaati Hai,
Kadam Chun-Chun Kar Rakhti Ho,
Kamar Balkha Hi Jaati Hai.
खुदा जब हुस्न देता है,
नज़ाकत आ ही जाती है,
कदम चुन-चुन कर रखती हो,
कमर बल खा ही जाती है।
Recommended:
4 Liner Hindi Love Shayari Poetry | Mirza Ghalib Shayari
No comments:
Post a Comment