Mirza Ghalib Love Shayari -2
4 Liner Love Shayari in Hindi by Mirza Ghalib
मिर्ज़ा ग़ालिब रोमांटिक लव शायरी -2
Jis Shaam Mere Lab Par Tera Naam Na Aaye,
Khuda Kare Aisi Shaam Na Aaye,
E-Jaane-Wafa, Ye Kabhi Mumkin Hi Nahin,
Afsaana Likhun Aur Tera Naam Na Aaye.
जिस शाम मेरे लब पर तेरा नाम न आये,
खुदा करे ऐसी शाम न आये,
ऐ--जाने-वफ़ा, ये कभी मुमकिन ही नहीं,
अफ़साना लिखूं और तेरा नाम न आये।
Kaate Nahi Kat-Te Hain Lamhe Intezaar Ke,
Nazaren Jama Ke Baithe Hain Raste Pe Yaar Ke,
Dil Ne Kaha Dekhen Jo Jalwe Husn-E-Yaar Ke,
Layaa Hai Kaun Inko, Phalak Se Utaar Ke.
काटे नहीं कटते हैं लम्हे इंतज़ार के,
नज़रें जमा के बैठे हैं रस्ते पे यार के,
दिल ने कहा देखें जो जलवे हुस्न-ऐ-यार के,
लाया है कौन इनको, फलक से उतार के।
Must Read:
Zindagi Jaa Rahi Thi Mujhe Laga Wo Aa Rahi Thi
Dil Si Cheez Hai, Dene Ko Hai De Dain,
Magar Koi Qabil Bhi To Ho,
Hum To Jaan De Ke Bhi Khush Hain,
Magar Koi Qaatil Bhi To Ho.
दिल सी चीज़ है, देने को है दे दें,
मगर कोई क़ाबिल भी तो हो,
हम तो जान दे के भी खुश हैं,
मगर कोई क़ातिल भी तो हो।
Chehre Par Banawat Ka Gussa,
Aankhon Say Chalakta Pyar Bhi Hai,
Is Shauq-E-Ada Ko Kya Kahiye
Inkar Bhi Hai Iqraar Bhi Hai.
चेहरे पर बनावट का गुस्सा,
आँखों से छलकता प्यार भी है,
इस शौक़-ए-अदा को क्या कहिये,
इंकार भी है इक़रार भी है।
Dekhte Hain Duniya Ki Aankhon Se,
Aashiqon Ki Yehi Aadat Kharab Hai,
Dil Ki Aankhon Se Dekhe Gar Koi,
Har Haseen Ko Samjhna Aasan Hai.
देखते है दुनिया की आँखों से,
आशिक़ों की यही आदत ख़राब है,
दिल की आँखों से देखे गर कोई,
हर हसीं को समझना आसान है।
You Might Also Like:
Tu Kaatil Tera Chehra Katil | Mirza Ghalib Love Shayari
Tera Naam...
Jis Shaam Mere Lab Par Tera Naam Na Aaye,
Khuda Kare Aisi Shaam Na Aaye,
E-Jaane-Wafa, Ye Kabhi Mumkin Hi Nahin,
Afsaana Likhun Aur Tera Naam Na Aaye.
जिस शाम मेरे लब पर तेरा नाम न आये,
खुदा करे ऐसी शाम न आये,
ऐ--जाने-वफ़ा, ये कभी मुमकिन ही नहीं,
अफ़साना लिखूं और तेरा नाम न आये।
Yaar...
Kaate Nahi Kat-Te Hain Lamhe Intezaar Ke,
Nazaren Jama Ke Baithe Hain Raste Pe Yaar Ke,
Dil Ne Kaha Dekhen Jo Jalwe Husn-E-Yaar Ke,
Layaa Hai Kaun Inko, Phalak Se Utaar Ke.
काटे नहीं कटते हैं लम्हे इंतज़ार के,
नज़रें जमा के बैठे हैं रस्ते पे यार के,
दिल ने कहा देखें जो जलवे हुस्न-ऐ-यार के,
लाया है कौन इनको, फलक से उतार के।
Must Read:
Zindagi Jaa Rahi Thi Mujhe Laga Wo Aa Rahi Thi
Qaabil-Qaatil...
Dil Si Cheez Hai, Dene Ko Hai De Dain,
Magar Koi Qabil Bhi To Ho,
Hum To Jaan De Ke Bhi Khush Hain,
Magar Koi Qaatil Bhi To Ho.
दिल सी चीज़ है, देने को है दे दें,
मगर कोई क़ाबिल भी तो हो,
हम तो जान दे के भी खुश हैं,
मगर कोई क़ातिल भी तो हो।
Inkaar Ya Iqraar...
Chehre Par Banawat Ka Gussa,
Aankhon Say Chalakta Pyar Bhi Hai,
Is Shauq-E-Ada Ko Kya Kahiye
Inkar Bhi Hai Iqraar Bhi Hai.
चेहरे पर बनावट का गुस्सा,
आँखों से छलकता प्यार भी है,
इस शौक़-ए-अदा को क्या कहिये,
इंकार भी है इक़रार भी है।
Aashiq-Haseena...
Dekhte Hain Duniya Ki Aankhon Se,
Aashiqon Ki Yehi Aadat Kharab Hai,
Dil Ki Aankhon Se Dekhe Gar Koi,
Har Haseen Ko Samjhna Aasan Hai.
देखते है दुनिया की आँखों से,
आशिक़ों की यही आदत ख़राब है,
दिल की आँखों से देखे गर कोई,
हर हसीं को समझना आसान है।
You Might Also Like:
Tu Kaatil Tera Chehra Katil | Mirza Ghalib Love Shayari
No comments:
Post a Comment